Tere yaad ke raatain ...
Yaadein pagal karti hain,Baatein pagal karti hain
Chehra hosh bhulata hai,Ankhien pagal karti hain
Tanha rahny waloon ko raahien pagal karti hain
Din toh khair guzar jata hai,raatein pagal karti hain
Yaadein pagal karti hain,Baatein pagal karti hain
Chehra hosh bhulata hai,Ankhien pagal karti hain
Tanha rahny waloon ko raahien pagal karti hain
Din toh khair guzar jata hai,raatein pagal karti hain
Posted by Shamur at 9:51 AM 1 comments
Dil ke tout janay per he uski keemat ka andaza hota hay.
Ilfaz main tawaz hona zaroori nahe, ye daikho baat main kitna wazan hay.
Zaoori nahe jo tumhara ladla ho , tum bhe uss ke ladlay ho.
Har insane chahta hay ke usski parastish ki jaye, magar wo khud parastish se guraizan kion hay ?
Jo dunia main Rub ko bhool jaye ga , Rub ussay akhrat main bhool jaye gaa.
Jo muhabbat hasil na ho uska nasha sari zindgi rehta hay, or jo Hasil ho jaye uska nasha ik din utar he jata hay.
Khwaboon ki dunia hoti tou haseen hay or agar wo mil bhe jaye tou insaan naye khawaboon kin aye dunia ki khwahish karay gaa.
Tumhara har faisla , uss din or uss lamhay ka sub se behtareen faisla hota hay, magar wo faisla acha thaa ya buraa wo anay wala waqt he bata’ta hay.
Main tou chala jaon ga lekin mere ilfaz reh jayen gaay.
Posted by Shamur at 5:41 PM 5 comments
Mere ye be-rung zindgi
tere bhe kise kaam na aa saki
ye charagh jala,
tou youn jala,
na roshni hoye,
na dhuwaan uthaa ...................
Posted by Shamur at 5:18 PM 2 comments
Posted by Shamur at 2:52 PM 1 comments
Labels: Letters
Kabhi meethi , kabhi karwi
Har mulakat pe mughe yak'sar
Koye larki naye lagi ho tum
Aik sip talkh , aik sip shereen
Mere coffee main ghull gaye ho tum
Posted by Shamur at 3:04 PM 1 comments
Labels: Poetry
Posted by Shamur at 12:34 PM 1 comments
Labels: Poetry
Tark-e-Muhabbat Ka Izhaar Ker K
Tamam Donia K Ranj-o-Aalam
Meri Jhooli Main Daal K
Bohat Piyar Say……
Sawal Kia Gaya …
MERE DOST
Yeh Tumharai Aankhon Ko Kia Huwa…?
Posted by Shamur at 3:27 PM 1 comments
Labels: Poetry