Random Thoughts
Dil ke tout janay per he uski keemat ka andaza hota hay.
Ilfaz main tawaz hona zaroori nahe, ye daikho baat main kitna wazan hay.
Zaoori nahe jo tumhara ladla ho , tum bhe uss ke ladlay ho.
Har insane chahta hay ke usski parastish ki jaye, magar wo khud parastish se guraizan kion hay ?
Jo dunia main Rub ko bhool jaye ga , Rub ussay akhrat main bhool jaye gaa.
Jo muhabbat hasil na ho uska nasha sari zindgi rehta hay, or jo Hasil ho jaye uska nasha ik din utar he jata hay.
Khwaboon ki dunia hoti tou haseen hay or agar wo mil bhe jaye tou insaan naye khawaboon kin aye dunia ki khwahish karay gaa.
Tumhara har faisla , uss din or uss lamhay ka sub se behtareen faisla hota hay, magar wo faisla acha thaa ya buraa wo anay wala waqt he bata’ta hay.
Main tou chala jaon ga lekin mere ilfaz reh jayen gaay.
5 comments:
zabardast yara :-)
Its been a while since i have read any sort of "Aqwal-e-zari'n" :-)
Nice collection.
Have you read my urdu blog?
http://www.anelegantemotion.blogspot.com
Janab..its not a collection...ye mere apni random thoughts hain...
great really great
Must visit :
http://great100persons.blogspot.com
http://kute-kaka.blogspot.com
Good fill someone in on and this mail helped me alot in my college assignement. Thanks you as your information.
Post a Comment